Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlka Yagnik
HomeAlka Yagnik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pal tham gaya hai hum chal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain main bhi to ye jaanun naa aahat pehchanun naa tu bhi to ye jaane naa jaane naa inn dhadkanon mein ye pyaas kyun ye khoobsoorat ehsaas kyun pal tham gaya hai hum chal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain shaamen haseen raaten jawaan har mausam kyun bhaane laga achchha lage sab kuchh yahaan koi jaadoo sa chhane laga soonepan ko sajaata hai meri saansen mehkaata hai sapnon mein koi aata hai aata hai thandi hawaayen hum jal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham gaya hai hum chal rahe hain kuchh keh gayi khaamoshiyaan kya shuru ho gaya silsilaa bhadne lagi betaabiyaan dard anjaana ye kya mila maine dil ko roka tha har lamha ise toka tha aisa hoga naa socha tha socha tha jazbaat humko kyun chhal rahe hain jaag ke kiss khaab mein dhal rahe hain pal tham
panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neele gagan mein pankh pasaare saari dharti apni hoti apne hote saare nazaare khuli fizaaon mein udte khuli fizaaon mein udte apne dilon mein hum saara pyaar samoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain lehrein hi lehrein banti hain hum dono jo hum dono jo milte to kuchh aisa hota sab kehte ye leher leher
aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah aah pehli baar dil yun beqaraar hua hai pehli baar dil yun beqaraar hua hai aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai ab to bada mushkil intezaar hua hai ab to bada mushkil intezaar hua hai aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai dil pe mere tera ikhtiyaar hua hai aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai neend nahin aati hai saari raat mujhko har ghadi sataati hai teri baat mujhko haal kya hai mera kaise main bataaun door jaa ke tere paas chali aaun door jaa ke tere paas chali aaun yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai yeh kya mere dil ko mere yaar hua hai aisa lag raha hai jaise pyaar hua hai jaise pyaar hua hai bolti nazar ki bekhudi ne loota yaar mujhko teri saadgi ne loota dard lag raha hai mujhko ab suhaana aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana aaj maine jaana kya hai dil ka lagaana mujhko dhadkanon
are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai haan petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai yes madam i am at your service kukdu kuku jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot badi hai are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot badi hai stop it o o chhore o o gore kad ke lambe akal ke kore kisne tujhko kaam pe rakha aata jaata kaam nahin kuchh tyre hai mera naram hawa bhi hai kuchh kam o o chhore o o gore kad ke lambe akal ke kore kisne tujhko kaam pe rakha aata jaata kaam nahin kuchh tyre hai mera naram hawa bhi hai kuchh kam are kisi ke baap ka nahin main naukar karta hoon apni duty dekho sabko jaldi padi hai badi mushkil aan padi hai are petrol bharo jaldi karo meri gaadi kabse khadi hai jaisa kahenge waisa karenge dheeraj dil mein rakhna dekho line bohot badi hai o dekho line bohot
a b c d e f g h a b c d e f g h i j k l m n o p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p p p p p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere charche hain badi door door badi door door pyaar ne humein pyaar ne humein bada naam diya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p hoti nahin teri meri jab mulakaat ho hoo hoo hoo hoti nahin teri meri jab mulakaat neend nahin aati
pyaar ke liye chaar pal kam nahin the pyaar ke liye chaar pal kam nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the pyaar ke haseen kab ye mausam nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the ye din barson ke baad aaya kuchh tumhein kuchh hamein yaad aaya kasak phir ye dil mein uthi hai hothon pe baat aa ke ruki hai kabhi itne majboor to hum nahin the kabhi itne majboor to hum nahin the pyaar ke liye chaar pal kam nahin the pyaar ke haseen kab ye mausam nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa agar tum ye dil maang lete jaane mann hum tumhein jaan dete tumhein kaise hum bhool jaate mar ke bhi tum hamein yaad aate tumhein hai pata bewafa hum nahin the tumhein hai pata bewafa hum nahin the pyaar ke liye chaar pal kam nahin the pyaar ke liye chaar pal kam nahin the kabhi tum nahin the kabhi hum
pyaar ki kashti mein pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega jisse dil dhoond raha hai kya wo dildaar milega wahan sach honge sapne banenge gair bhi apne dil ki baraat sajegi milenge saajan apne maine suna kya suna jo kaha kya kaha jaana bahut hai door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door gagan se door pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye milen jeevan mein hum tum kahin phir bichhad na jaayen nazar kya lage wahan par hai pyaar hi pyaar jahan par na bichhade milne waale jahan sab ho dil waale to chalo chale haan chale yun milke haan milke ho ke khushi mein choor pyaar ki kashti mein
pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum tiki tiki dum dum tiki tiki dum tiki tiki dum dum tiki tiki dum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam jee bhar ke hum pyaar karein pyaar ki baatein chaar karein mere dil ka haal suno apne dil ka haal kaho jitne din jitani raatein main tujhse door rahi yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum ho jaanam o jaanam ho jaanam o jaanam teri zulfen se kheloon aa tujhe baahon mein le loon jitne waade humne kiye aaj karein wo sab phir se pyaar to khud wada hai pyaar mein wada kya karna likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam ho jaanam o jaanam ho jaanam o
pyaar tune kya kiya hmm hmm hmm hmm hmm hmm kya kiya ek hi pal mein achaanak pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pehli dafaa use dekh kar hone laga kuchh aisa asar pehli dafaa use dekh kar hone laga kuchh aisa asar khud se huyi main bekhabar main hoon yahaan dil mera hai wahaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan tu de raha hai ehsaas ye jaise koi mere paas hai tu de raha hai ehsaas ye jaise koi mere paas hai jiske badan ko chhoo kar mere badan ko chhoo rahi hai hawaa pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan pyaar tune kya kiya aye pyaar tune kya kiya ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniyaa di hai nayi khushiyaan
kehte hain log mujhe raam jaane kaise pada yeh mera naam jaane kaise pada yeh mera naam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane o raam jaane yeh toh bata tere iss dil ka raaja bana paise ka kaise gulaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane yaaro maza lene do zara sa barson raha hoon main bhooka pyasa woh ik haqeeqat hai o deewaane samjha hai tune jisko tamaasha hooo ooooo ooo ooo mat chhed mujhko aa hosh mein paagal jawaani ke josh mein mat chhed mujhko aa hosh mein paagal jawaani ke josh mein tu pee gaya kitne jaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane jo jhoot sach ko pehchanta hai duniya mein jeena wo jaanta hai hum kya karen hum tujhse alag hain hum maut ko zindagi maanta hai hooo ooooo ooo ooo marna hai ik din sabko magar o bekhabar tujhko kya khabar marna hai ik din sabko magar o bekhabar tujhko kya khabar kya hai tera anjaam jaane raam jaane raam jaane raam jaane raam jaane kaise tera toota dil jod doon main dil chaahe
raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi sau dafaa darwaaje pe gayi raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi tu naa tha wahaan khadi ghadi ghadi yaad thi teri raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana hoo hoo hooo iss se pehle nahin thahre rehna wahin aajaa na abhi nahin abhi nahin jab main kahoon raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa hooo hoo hooo bekali ka saaman dil mein kitne gumaan phir koi bhoola na de tujhe mera naam pata raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi
raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya hooooo raahon se raahein baahon se baahein mil ke bhi milti nahin hooooo hota hai aksar armaan ki kaliyaan khil ke bhi khilti nahin hey phir bhi na jaane kyun nahin maane phir bhi na jaane kyun nahin maane deewana dil beqraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya rani ko dekho nazrein mili to aankhein churaane lagi ho karti bhi kya wo sar ko jhukaa ke kangana ghumaane lagi hey raja ne aisa jaadu chalaaya raja ne aisa jaadu chalaaya na karte karte ikraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal huye teere nazar dil ke paar ho gaya
rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin ye tishnagi dil ki mere kaise karoon main bayaan rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin ye tishnagi dil ki mere kaise karoon main bayaan rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin ankhon mein hai ik dastaan khaamosh hai meri zuubaan kaise tujhe samjhaoon main haalaat ki majburiyaan main iss tarah se khud ko sazaa doon saanson ki jalti shama main bujha doon ye tishnagi dil ki mere kaise karoon main bayaan rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin toone mujhe dhokha diya kehna sakoon aisa kiyaa bikhre sabhi sapne mere kis bhool kaa badlaa liya tootegi mere ashqon ki ladiyaan tadpegi tu bhi gin gin ke ghadiyaan ye tishnagi dil ki mere kaise karoon main bayaan rehna to hai tere hi sang rehna magar ye tishnagi dil ki mere kaise karoon main bayaan rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin nahin rehna to hai tere hi sang rehna magar mumqin
ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne hare bhare sheetal van se hare bhare sheetal van se khil uthi hai ye dhara ye dhara vasundhara ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne hare bhare sheetal van se hare bhare sheetal van se khil uthi hai ye dhara ye dhara vasundhara nabh par vekha chandra sushobhit ganga kajal shaaman kampit nabh par vekha chandra sushobhit ganga kajal shaaman kampit lehron par chandi ki kirnen karti hain saara ujiyaara hare bhare sheetal van se hare bhare sheetal van se khil uthi hai ye dhara ye dhara vasundhara ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne ritu nakshatron ke gahne dhoop chhaaon ko wo pehne adbhud dhan se navras barse taandav nirtya kare jan dhaara haan adbhud dhan se navras barse taandav nirtya kare jan dhaara sukh ke beej wo us mein boye gagan dhara ka milan sunhera hare bhare sheetal van se hare
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere sapanon se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe aaaa aaaa dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi badari mein lipti huyi tu mile haan dhunda hai dhunda hai tujhe aakash upar tale shayad kisi nadiya pe chalta huaa tu mile roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole na chhoona mujhe chhoo ke bole na chhoona mujhe sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara ra sa sara sara sara maine samay rok ke tera pata puchha hai nili nadi se keh ke sagar tale dhunda hai haan leheron pe chalte huye pani ke fan chhute hain jaise tere haath hoo mera ye tan chhute hain roshani se bhare bhare bhare bhare naina tere chhoo ke bole
meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa ho meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa paayal kaajal kangan daaman saare tujhe bulaaye aa jaa saajan aa jaa tere apne tujhe bulaaye aa jaa aa jaa saajan aa jaa mere mehboob o mere hamsafar tujhko kya pata hai tujhe kya khabar ehsaan tere kitne hai mujhpar rab pe yakeen hai jitna utna hai tujhpar mera mehboob mera sanam aa raha hai hum to mar hi chuke the phir janam aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan aa jaa aa jaa saajan aa jaa tumse vafaayein bahut
hooooo ooooo ooooo oooo oooo hooooo ooooooo oooo oooo oooo tere ghar aaya main aaya tujhko lene dil ke badle mein dil ka nazraana dene tere ghar aaya main aaya tujhko lene dil ke badle mein dil ka nazraana dene meri har dhadkan kya bole hai sun sun sun sun aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aye dil chalega ab naa koi bahaana gori ko hoga ab saajan ke ghar jaana maathe ki bindiyaa kya bole hai sun sun sun sun deewane ki chaal mein phans gayi main iss jaal mein aye sakhiyon kaise bolo haan mujhpe to aye dilruba teri sakhiyaan bhi fidaa ye bolengi kya poochho jaa re jaa jhuthe taarife kyun loote tera mastaana kya bole hai sun sun sun sun naa samjhe naadaan hai ye mera ehsaan hai chaaha jo isko keh do chhede mujhko jaan ke badle mein ehsaan ke de diya dil iss ko keh do tu ye naa jaane dil toote bhi deewaane tera deewana kya bole hai sun sun sun sun mehndi laa ke gehne paa ke mehndi laa ke gehne paa ke haaye ro ke tu sab ko rula ke
saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil ho saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil maine kore dil pe humdum tera naam likha hai ho ho maine tere naam ye apne subh o shaam likha hai roop hai tera meri aankhon mein roop hai tera meri aankhon mein khushboo hai teri meri saanson mein chehre ko aise choome zulfein tumhaari haa jaise ke lehron se mil jaaye koi saahil haa aa saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil tu khayaalon mein khaabon mein har pal teri baatein ho oo jaise taise din katta hai katti nahin hain raatein neend toone looti chaen mera chheena neend toone looti chaen mera
hmm hmm hmm hmm hmm hmm saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta tum na aaye magar jo gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumse milne ke din to gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai haan naseeb apne hi so gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye
i love you i love you i love you i love you saaton janam mein tere main saath rahunga yaar saaton janam mein tere main saath rahunga yaar marr bhi gaya to main tujhe karta rahunga pyaar sapna samjh ke bhool na jana oo dilwale saath nibhana saath nibhana dildaar saaton janam mein tere main saath rahunga yaar marr bhi gaya to main tujhe karta rahunga pyaar sun meri shehzadi main hoon tera shehzada sun meri shehzadi main hoon tera shehzada baahon mein leke tujhe main karta hoon waada aye jane tamanna meri main kha ke kasam teri ye karta hoon ikraar marr bhi gaya to main tujhe karta rahunga pyaar sapna samjh ke bhool na jana oo dilwale saath nibhana saath nibhana dildaar saaton janam mein tere main saath rahunga yaar marr bhi gaya to main tujhe karta rahunga pyaar ehsaas nahin tujhko main pyaar karun kitna ehsaas nahin tujhko main pyaar karun kitna kar dungi tujhe pagal chahungi sanam itna daaman na kabhi choote tode na kabhi toote jo rishta jude ik baar marr bhi gaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pal Tham Gaya Hai Pyaar Mein Twist (2005) 06:09 18659
 
Poster of Pyaar Mein Twist (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 06:09   Song Number : 18659   

Panchhi Nadiyaa Pawan Ke Jhonke Refugee (2000) 08:46 21085
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 08:46   Song Number : 21085   

Pehli Baar Dil Yun Hum Ho Gaye Aap Ke (2001) 05:35 19164
 
Poster of Hum Ho Gaye Aap Ke (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Fardeen Khan, Reema Sen
Duration : 05:35   Song Number : 19164   

Petrol Bharo Aaj Ka Daur (1985) 04:30 39831
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Jackie Shroff
Duration : 04:30   Song Number : 39831   

Pi Pi Piya Prem Deewane (1992) 06:58 39984
 
Poster of Prem Deewane (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Vivek Mushran
Duration : 06:58   Song Number : 39984   

Pyaar Ke Liye Dil Kya Kare (1999) 05:09 16895
 
Poster of Dil Kya Kare (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Kajol, Ajay Devgan
Duration : 05:09   Song Number : 16895   

Pyaar Ki Kashti Mein Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:51 12304
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:51   Song Number : 12304   

Pyaar Mein Dil To Chhupa Rustam (A Musical Thriller) (2001) 06:03 12315
 
Poster of Chhupa Rustam (A Musical Thriller) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
Duration : 06:03   Song Number : 12315   

Pyaar Tune Kya Kiya Pyaar Tune Kya Kiya (2001) 04:42 18704
 
Poster of Pyaar Tune Kya Kiya (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Fardeen Khan, Urmila Matondkar
Duration : 04:42   Song Number : 18704   

Raam Jaane Ram Jaane (1995) 07:25 32647
 
Poster of Ram Jaane (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 07:25   Song Number : 32647   

Raat Sari Zakhm (1998) 05:08 21144
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 21144   

Raja Ko Rani Se Akele Hum Akele Tum (1995) 04:56 18672
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Aamir Khan
Duration : 04:56   Song Number : 18672   

Rehna To Hai Tum (2004) 04:38 18634
 
Poster of Tum (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Karan Nath, Manisha Koirala
Duration : 04:38   Song Number : 18634   

Ritu Nakshatron Ke Gahne Yehi Hai Zindagi (2005) 06:22 36346
 
Poster of Yehi Hai Zindagi (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sanjay Churmure
Music Director- 
Arvind Haldipur
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Gracy Singh, Praveen Dabas
Duration : 06:22   Song Number : 36346   

Roshani Se Bhare Bhare Asoka (2001) 06:39 16807
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kareena Kapoor
Duration : 06:39   Song Number : 16807   

Saajan Saajan Teri Dulhan Aarzoo (1999) 07:22 21210
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Madhuri Dixit
Duration : 07:22   Song Number : 21210   

Saajanji Ghar Aaye Kuch Kuch Hota Hai (1998) 07:13 16800
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Salman Khan, Kajol
Duration : 07:13   Song Number : 16800   

Saanwli Saloni Teri Hum Sab Chor Hain (1995) 05:00 21189
 
Poster of Hum Sab Chor Hain (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Nawab Arju
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah
Duration : 05:00   Song Number : 21189   

Saare Sapney Alka Yagnik 04:07 39152
 
Poster of Alka Yagnik
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 04:07   Song Number : 39152   

Saaton Janam Main Tere Dilwale (1994) 05:53 32079
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Raveena Tandon
Duration : 05:53   Song Number : 32079   
Karaoke Songs of alka yagnik, Sad Songs of alka yagnik, Love Songs of alka yagnik, Dance Songs of alka yagnik, Hip-hop songs of alka yagnik, Best songs of alka yagnik, Super hit songs of alka yagnik, hit songs of alka yagnik, duet songs of alka yagnik, solo songs of alka yagnik, old songs of alka yagnik, famous songs of alka yagnik, Hindi Karaoke Songs of alka yagnik, Hindi Sad Songs of alka yagnik, Hindi Love Songs of alka yagnik, Hindi Dance Songs of alka yagnik, Hindi Hip-hop songs of alka yagnik, best Hindi songs of alka yagnik, super hit Hindi songs of alka yagnik, hit Hindi songs of alka yagnik, duet Hindi songs of alka yagnik, solo Hindi songs of alka yagnik, old Hindi songs of alka yagnik, famous Hindi songs of alka yagnik, Sing Along Songs of alka yagnik, Sing Along Sad Songs of alka yagnik, Sing Along Love Songs of alka yagnik, Sing Along Dance Songs of alka yagnik, Sing Along Hip-hop songs of alka yagnik, Sing Along Best songs of alka yagnik, Sing Along Super hit songs of alka yagnik, Sing Along hit songs of alka yagnik, Sing Along duet songs of alka yagnik, Sing Along solo songs of alka yagnik, Sing Along old songs of alka yagnik, Sing Along famous songs of alka yagnik